Monday 14 November 2011

Hum Galat Raastay Pe Kaisay Jaatey Hain?





Agar har koi galat kaam kar raha hai,



aur woh kaam aam ho jaata hai,


to aap ko us kaam se khud ko bachana chahiye,


kyun ke Shaytaan aap se kahay gaa "koi baat nahin har koi kar raha hai".


Lekin Shaytaan to aap ka dushman hai, kya aap ALLAH (SWT)

ka raasta chor ke apnay Dushman ki baat maan lo ge???


Lekin absos ke aaj koi cheez aam ho jaati hai to hum deyr nahin lagate,


hum bhi us ko apni zindagi main ley aatay hain.


Phir kuch deyr baad hum bhool jaatey hain ke woh cheez galat thi bhi ya nahin,


aur woh hamare liye aam ho jaati hai, aise hi...ahista ahista hum Allah (Swt)


ke Raastay se door ho jaatay hain....


aur hamara DUSHMAN Shaytaan hum ko apni baaton main dhooba deyta hai.


Sameer
Dadyal Online
www.dadyal.pk

 
Design by Wordpress Theme | Bloggerized by Free Blogger Templates | coupon codes